Skip to main content

Posts

Technology Ka Evolution: Classic Tech Se AI Tak Ka Safar

 Socho agar hum 90's me hote, aur humare samne ek foldable smartphone rakha hota – kya reaction hot ? "Ek time tha jab log typewriter ko modern technology maante the, aur aaj hum laptop, touchscreen keyboards, aur voice typing ko ek normal cheez samajhte hain—jo ek zamaney me sirf science fiction lagta tha. Lekin technological advancements ke chalte, aaj ye sab possible ho paya hai. Technology ka evolution ek safar hai, jo har daur me naye surprises laata hai!" Is article me hum dekhenge ki Classic technology se shuru hua safar AI-driven duniya tak kaise pahucha, aur future me hume kya naye innovations dekhne ko mil sakte hain!" Technology hamesha evolve hoti rahi hai—har naye invention ne naye possibilities ka raasta khola. Jo cheezein ek zamane me impossible lagti thi, wahi aaj humare daily life ka hissa hain. Lekin ye safar sirf yahin tak simit nahi hai! Chaliye samajhte hain ki kaise classic technology ne naye innovations ka raasta banaya, aaj hum kis level par p...
Recent posts

Apple vission pro.

  Namaskar  doston,is artical me hum apple vission pro ke bare me janenge aur janenge ki kaisha VR headset AR headset aur MR headset future me mobiles ki jagah legi,to bina kisi deri ke aage badhte hai aur jante hai ki kya naya hai is technology me .   Apple vission pro kya hai?  Apple vission pro ek mixed reality (MR) headset hai, jise apple ke CEO Tim Cook ne 5th june 2023 ko Apple ke World wide devlopers confrence (WWDC) me launch Kiya tha.yah ek aisha device hai, jo aapko virtual and real world dono ka experience ek sath deta hai. Jaisha is picture me dikhai de rha hai . Isko samjhane me aur aasani hogi agar hum mixed reality ko achchhe se samjhe,to aaiye jante hai ki (M.R) mixed reality ke bare me .  Mixed reality kya hota hai? Mixed reality (M.R) ek technology hai. jise virtual reality aur augmented reality ko milakar banaya gya hai. Isme real world aur digital elements ko combine Kiya jata hai. Jo ek naye immersive environment create karta hai.   ...

Meta aur Metaverse: Digital Duniya Ke Pichhe Ki Kahani Aur Unke Kaam.

Hello doston,  is blog article mein hum Meta aur Metaverse ke fascinating duniya ke bare me janenge, jahan hum virtual duniya mein apne dosto se mil sakte hain, shikshan prapt kar sakte hain, vyapaar kar sakte hain, aur apne sapnon ko hakikat banane ki disha mein aggressive roop se badh sakte  hain. Aaiye, is digital duniya ko gehraai se samajhne ki koshish karte hain .  To aaiye sabse pahle hum janenge ki, "Meta kya hai?" Meta:- meta ek company ka naya naam hai, jo ki pahle Facebook ke naam se jaani jaati thi. Meta ne apne corporate rebranding ke saath metaverse ke development aur exploration ko emphasize kiya hai .  "Meta: Facebook Se Metaverse Ki Or - Rebranding Ki Kahani" :- Facebook  ka naam badalne ka aarambh official taur par 28th October 2021 ko hua. Us din, Mark Zuckerberg, Facebook ke CEO, ne ek video conference ke zariye duniya bhar ke logon se baat ki aur company ka naya avatar "Meta" announce kiya. Is announcement ke sath, unhone Meta ke corpo...